Wednesday 28 February 2018

INTERNET KAISE CHALTA HAI

   INTERNET 

hello dosto mein mithun aaj aapsbko internetsikho.com mein bahut bahut swgat karta hu.
dosto ajkal ke digital world mein hamsb toh  inke bina kuch kam hi nahi kar pate hai  hai .aur hamsbko kisi bhi kam karna hai toh internet ka bahut jarurat padta hai .lekin dosto kya aap jante hai ki yeh  kaise bana hai aur interne t hai kya iske bare mein apko details mein samjhane ke liye yeh post likh raha hu .

 INTERNET kya hai ?what’s internet?

dosto internet name se hame kya pata chalta hai iska matlab international network of computers.iska   matlab 2 yaa 2 se jada computer ka ek dusre se connection hota hai .interne t yani dunia ki anginat computer ka ek dusre se network aur sirf ek click se internet par aapko sare dunia ke khabre milta hai .aab iske   wajha se dunia bahut choti ho gayi hai .1969 mein insaan chand pe gaya aur us ke rakshakaralya ne advance research project agency yani (ARPA) ko launch kiya .unhone 4 computer ka network banaya jisse unhone apna data exchange aur share kiya aur fir baad mein bahut sare citiys ko yeh network ko join karke information share karne ke liye kaha gaya.yeh sabse pehle shuruwat thi .

internet kaise bana hai?

baad mein enginnier ,cyntist aur computer expert ko research karne ke liye rakha gaya.aur fir dhire dhire yeh network private agencies aur aam insaan ke liye khula kar diya .aur sabse interesting baat yeh hai ki koi bhi agencies internet ko meinton yaa control nahi karta.bharat mein sabse pehla intrne t 15 august 1995 mein goverment ki company videsh sanchar nigam limited (vsnl) ne shuru kar di.fir dhire dhire private service provider jaise ki airtel,reliance,tata communaciation aab woh sare company ne  bhi shuru kar diya .world wide company www kafi bada computer network hai aur ussedekhne ke liye internet exploer,google chrome,firefox jaise browser majood mein aye aur isme aap sab website connect karte hai sab website ko dekhne ke liye kafi short alagsa aur international pehchan patro (url) ke name se jana jane laga jisse inique resource locator bhi kehte hai .www ke andar lakho docoument aur bahut sare pages hote hai aur iss sare pages mein ek graphics,videos,audio aur links hota hai .isse hyper links ke jariye aap dekh sekte hai .
dosto mein umeed karta hu apko yeh post achha laga hoga aur apko iss post ke alawa internet ke bare mein kuch jankariya hai toh aap please mujhe comment box mein comment karke batayein.


aur dosto ek khas baat hai kiinternetsikho.com regular visit karna naa bhule kyu ki ham yaha pe apke liye par day internet related new post aapke liye lekr ata hu.

No comments:

Post a Comment

Featured post

IPL VIRAT KOHLI (RCB)